Kaisa Hai Junoon Kahin Mile Na Sukoon

Kahin daira bana de, kahin aakhri sira de,
Mahi bol bol haari, koi hai jo sun raha hai,
Ke koi jaane na keh dil maane na
Bikhar jaaye na
Kaisa hai junoon kahin mile na sukoon
Dekho kahin bhi karar aaye na
Deewana hai kon yahaan begana hai kon Dekho zindagi bekaar jaye na

Koi Kahin daira bana de, kahin aakhri sira de,
Mahi bol bol haari, koi hai jo sun raha hai,
Ke koi jaane na keh dil maane na
Bikhar jaaye na
Kaisa hai junoon kahin mile na sukoon
Dekho kahin bhi karar aaye na
Deewana hai kon yahaan begana hai kon Dekho zindagi bekaar jaye na

Koi bheed main khada hai koi khud main chal raha hai
Mahi bol bol haari yahaan jo hai be sila hai
Yeh saaton aasman hum inkey darmiyaan
Bichadd jaaye na
Kaisa hai junoon kahin mile na sukoon
Dekho kahin bhi karar aaye na
Deewana hai kon yahaan begana hai kon
Dekho zindagi bekaar jaye na

Chalti chalti jaaye ek aandhi jo aandhi bhi nahin
Manzil se kalai kuch baandhi or baandhi bhi nahin
Jahaan raastey ney chodda wahin faasla ne tora
Mahi bol bol haari yahhan sab ne haath chora
Keh koi jaane na keh dil maane na
Keh koi jaane na keh dil maane na
Bikhar jaaye naaaa
Kaisa hai junoon kahin mile na sukoon
Dekho kahin bhi qarar aaye na
Deewana hai kon yahaan begana hai kon
Dekho zindagi bekaar jaye na

Kaisa hai junoon kahin mile na sukoon
Dekho kahin bhi qarar aaye na
Deewana hai kon yahaan begana hai kon
Dekho zindagi bekaar jaye na..........


This Song Is Sung By: Rahat Fateh Ali Khan