Never expect Things to happen. Struggle and make them happen. never expect yourself to be given a good value create a value of your own.
JAANE WO APNA HE YA BEGANA HE PAR ACCHA LAGTA HE
DO PAL USKE SAATH BITANA ACCHA LAGTA HE,
RISTA HE JAANE KYA US SE MERA,
PAR KHWAABO BHI USKA AANA, ACCHA LAGTA HE,
KEHNE KO JAB BHI YE SOCHA MENE KI BO HAA KEH DEGA AB
LEKIN USKA NA KEH JAANA ACCHA LAGTA HE,
YAKI NAHI HE SAYAD AAPKO KI GAM MOHABBAT ME HI MILTE HE,
PHIR BHI DIL KA MUSKURAANA ACCHA LAGTA HE,
NAZROO KE MILANE SE HI DIL KI TABAHI SURU HOTI HE,
PHIR BHI UNSE NAZRE MILANA ACCHA LAGTA HE,
NAHI PATA KI WO HAME PYAAR KARTE BHI HE YA NAHI,
PHIR BHI UNKE KHAYALO ME KHO JAANA ACCHA LAGTA HE...
Aisa koi pyar nahi milta.....
zindagi bhar saath nibhaye
aisa koi yaar nhi milta.
Dil mein hai umang kisi se pyar karne ki,
magar koi hame ji bhar k pyar kare
aisa koi dildar nahi milta.*
Jane-Mehfil mai tera naam na aane dounga
Teri dosti ki kasam
Khud ko mittti mai mila dounga
Magar tere daman mai daag na aane dounga
Assoun ko kahbi tasee-re wafa nahi hoti
Bepardgi walo kahbi haya nahi hooti
Ham tujh se jayada khus naseeb hai jalim
Bas jara hamari takdeer zaya nahi hoti
Dil se nikal kar aah lavo tak aa gayi
Mayoos thi hawa tera pata bata agyi
Kal tak to use nafrat thi hamse- E- Hasan
Fir woh aaj hamko apna chera kaise dikha gayi
भीड़ से डरता है तन्हाई में घबराता है दिल......
आजकल तो खुद से भी मिलने से कतराता है दिल.
अपने जिस्म का है बस टूटी हवेली सा वजूद,
आईने में झांकते ही खुद से घबराता है दिल.
इस जमाने ने सिवाए तोहमतों के क्या दिया,
दरअसल अब तो मुहब्बत करके पछताता है दिल.
इस कदर कुछ हादसों ने तोड़ डाला है कि अब,
बेसबब हर बात पर बस यूँ ही भर आता है दिल.
एक जमाना हो गया अब तो उन्हें देखे हुए,
हर घड़ी हर पल उन्हें मिलने को ललचाता है दिल.
सब्र कर ! थी वक्त की साजिश जो सब कुछ लुट गया,
मुझको तन्हा देखकर अक्सर ये समझाता है दिल.
Tu hi meri hai saari zameen
Tu hi meri hai saari zameen, Chahe kahin se chalun.
Tujh mein hi aake ruku, Tere siva Main jaun kahan.
Koi bhi raah chunu, Tujh mein hi aake ruku.
Tum Mile To Lamhein Tham gaye
Tum mile to Saare gum gaye
Tum mile to muskhurana aa gaya
Tum mile to jadoo chaa gaya
Tum mile to jeena aa gaya
Tum mile to mene paya hai khuda
Tujh mein kinara dikhe
Dil ko sahara dikhe
Aa meri dhadkan tham le
Teri taraf hi mude
Yeh saas tujhse jude
Har pal yeh tera naam le
Tum mile to abb kya hai kami
Tum mile to duniya mil gai
Tum mile to mil gaya asra
Tum mile to jadoo chaa gaya
Tum mile to jeena aa gaya
Tum mile to mene paya hai khuda
Din mere tujhse chale
Raatein bhi tujhse dhale
Hai waqt tere haath mein
hooo Tu hi shehar hai mera
Tujh mein hi ghar hai mera
Rehta hai tere saath mein
Tum mile to mil gaya humsafar
Tum mile to khud ki hai khabar
Tum mile to ristha sa ban gaya
Tum mile to jadoo chaa gaya
Tum mile to jeena aa gaya
Tum mile to mene paya hai khuda.............
ऐसा वादा न कर मुझसे की तू निभा न सके,
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is Shehar mein Na apna tikana raha
Koi chaht se na ab apni chalta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Dard phele se hai jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
Abb Na pehli si baatein hai
Bolo to Lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai Humsafar hai nahi
Door jaata raha Paas aata raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Aaya woh phir Nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan
Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyon gumsa hai
Basne laga kyon phir woh jahan
Lyricsmasti.com
Woh jahan dur jis se gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal
Lambha beeta hua ,Dil Dukhata raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is Shehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha
Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha...
Dosti Naam Nahi Sirf Doston Ke Saath Rahne Ka...
Balki Dost Hi Zindagi Ban Jaate Hai, Dosti Main...
Jaroorat Nahi Padti, Dost Ki Tasveer Ki,
Dekho Jo Aaina To Dost Nazar Aaate Hain...
Yeh To Bahana Hai Ki Mil Nahi Paaye Doston Se Aaj,
Dil Par Haath Rakhte Hi Ehsaas Unke Ho Jaate Hai...
Naam Ki Toh Zaroorat Hi Nahi Padti Is Rishte Main Kabhi,
Puche Naam Apna Aur Doston Ka Batate Hai Dosti Main...
Kaun Kehta Hai Ki Dost Ho Sakte Hai Judaa Kabhi,
Door Rekhkar Bhi Dost, Bilkul Kareeb Nazar Aate Hai...
Sirf Bhram Hai Ki Dost Hote Hai Alag Alag,
Dard Ho Inko Aur Aansoo Unke Aate Hai...
Maana Ishq Hai Khuda Pyaar Karne Waalon Ke Liye "Abhi"
Par Hum Toh Apna Sar Jukate hai Dosti Main...
Aur Ek Hi Dawa Hai Gam KI Duniya Main Kyunki,
Bhul Ke Saare Gam Doston Ke Saath Muskutaate Hai Dosti Main...
Tera Bina Mushqil hai mera jina....
But i can't here stop my self,Coz you are my one and only,
I don't can close to you,And no I can do it,
You may think I thinking up,And you may not live Where,
Tera bina ,Mushqil hai mera jina,
Tera bina ,Jaun to Jaun kahan,
Dhoondhu tujhe mein dar ba dar,Tanha hai dil ka saffar,
Bharoo,Nazaroo,Sittaroo mein dekha,Swara fizza mein tujh ko he paya,
Bharoo,Nazaroo,Sittaroo mein dekha,Dekha tujhe Rat bhar,
Mujhe mera Rab ki Kasam,Yun na mar jaoun sanam,
Faasle kab hoonge kam,Thamne lagi hai dharken,
Sadiyo se bhi Kuch kam nahi,lamha Chahe muktasar.........
Socha Tha Ki...
Tumko Chaha Aur Hum Toote Bhi Bohut.
Socha Tha Ki Hum Khushbu Bankar Rahenge,
Hum Mehke Aur Bikhre Bhi Bohut
Socha Tha Ki Hamesha Tumhare Dil Me Rahenge,
Dil Toota Aur Mere Armaan Nikle Bhi Bahut.
Socha Tha Ki Tumse Pyaar Karna Seekh lenge,
Aur Humne Tumhara Naam Kagaz Pe Likha Bhi Bohut.
Tu Hai Is Dil Ka Sukoon
Jeevan lage hai, Soona Sa Kyun,
Ye man lage hai, toota sa Kyun,
Har pal lage hai, jootha sa kyun,
Ab kuch lage hai, rootha sa kyun,
Aaja na ab kahi se, jee na sakoo
Jo kuch bhi hai, hua woh bhula de na tu,
Tuu hai is Dil ka sukoon, tu hai meri zustazu...
Soniyo From Heart
Soniyo O soniyo
Tumhein Dekhta hoon to sohcta hoon bas yehi
Tum jo mera saath do
Sare gum bhola ke
Jee lu muskuraake zindagi
Tu dede mera saath tham le haath
Chahe jo bhi ho baat
Tu bas de de mera saath
Tu dede mera saath tham le haath
Chahe jo bhi ho baat
Tu bas de de mera saath
Tujh mein hi dekha hai
Mene Manzil Ko
tujh mein dhadkan mili is dil ko
Tujh mein hi dekha hai
Mene Manzil Ko
Tujh mein dhadkan mili is dil ko
Bin tere kadmon tale
Raahe nahi hai tujhe mein kahi hai
MEri zameen
Tu dede mera saath tham le haath
Chahe jo bhi ho baat
Tu bas de de mera saath
Tu bas de de mera saath
LyricsMAsti.com
O sun le yaa Padh le tu
Meri Khamoshi
Hai Jarurat teri Saanson Jaise
O sun le yaa Padh le tu
Meri Khamoshi
Hai Jarurat teri Saanson Jaise
Tujh se hi sab kuch mila
Ek tu nahi to mera yahan kuch bhi nahi
Tu dede mera saath tham le haath
Chahe jo bhi ho baat
Tu bas de de mera saath
Tu bas de de mera saath
mera saath mera saath
mera saath mera saath
mera saath mera saath
Main Do Kadam Chalta
इस एक पल जिन्दगी मुझसे चार कदम आगे बढ जाती ।
मैं फिर दो कदम चलता और एक पल को रुकता और....
जिन्दगी फिर मुझसे चार कदम आगे बढ जाती ।
युँ ही जिन्दगी को जीतता देख मैं मुस्कुराता और....
जिन्दगी मेरी मुस्कुराहट पर हैंरान होती ।
ये सिलसिला यहीं चलता रहता.....
फिर एक दिन मुझे हंसता देख एक सितारे ने पुछा..........
" तुम हार कर भी मुस्कुराते हो ! क्या तुम्हें दुख नहीं होता हार का ? "
तब मैंनें कहा................
मुझे पता हैं एक ऐसी सरहद आयेगी जहाँ से आगे
जिन्दगी चार कदम तो क्या एक कदम भी आगे ना बढ पायेगी,
तब जिन्दगी मेरा इन्तज़ार करेगी और मैं......
तब भी युँ ही चलता रुकता अपनी रफ्तार से अपनी धुन मैं वहाँ पहुँगा.......
एक पल रुक कर, जिन्दगी को देख कर मुस्कुराउगा..........
बीते सफर को एक नज़र देख अपने कदम फिर बढाँउगा।
ठीक उसी पल मैं जिन्दगी से जीत जाउगा.........
मैं अपनी हार पर भी मुस्कुराता था और अपनी जीत पर भी......
मगर जिन्दगी अपनी जीत पर भी ना मुस्कुरा पाई थी और अपनी हार पर भी ना रो पायेगी
Tu Hi Mera Saara Jahan Hai....
Tu Hi Mera Sara Jahan Hai,
Tu Hi Mere Rab Ki Tarah Hai,
Kahin Tere Dil Ki Panahon Me,
Maine Paya Mujhe Teri Chahon Me,
Jaise Lobaan Jalta Ho Har Pal Kahin,
Meri Khwahish Me Yun Tu Jala Hai.....
Tu Hi Mera Sara Jahan Hai,
Bepanaah Main Tujh Ko Chahta Hoon,
Tu Hi Hai Mere, Dil Ka Sukoon,
Tuh Dikhe Hai Mujhko Charu Sun,
Main Tujhe Hi Faqat Dhoonta Hoon
Tu Hi Dil Ki Aarzoo, Dil To Mera Yeh Aksar Kare,
Door Tujh Se Na Ek Pal Rahoon,
Teri Parchayi Hi Hai Bahut Dilnasheen,
Tu Hansa To Yeh Aalam Hansa Hai,
Jo Labzon Pe Tune Bula Hai,Woh Haseen Pyar Ka Silsila Hai
Jo Aankhon Me Teri Likha Hai,Woh Aankhon Se Maine Padha Hai,
Kahin Tere Dil Ki Panahon Me, Maine Paya Mujhe Teri Chahon Ne,
Jaise Lobaan Jalta Ho Har Pal Kahin, Meri Khwahish Me Yun Tu Jala Hai,
Tu Hi Mere Rab Ki Tarah Hai.................................................
Quote's
Arise!! Awake!! and stop not till your goal is reached................
The world ain't all sunshine and rainbows. It's a very mean and nasty place and don't care how tough you are, it will beat you to your knees and keep you there permanently if you let it. You, me, or nobody is gonna hit as hard as life. But it ain't about how hard ya hit. It's about how hard you can get it and keep moving forward. How much you can take and keep moving forward. That's how winning is done!
Jaage Hai Der Tak Hamain Kuch Der Sone Do.
Thodi si raat aur hai subah to hone Do,
Aadhe-Adhure Khwaab jo, Poore na ho sake,
Ek baar fir se Neend mein, Woh Khwaab Bone do...
Friends Are The Mirror, In which You can see Your all deeds. True Friend Will Always Helps "You" to Choose Right Path."
It is hard to fail, but it is worse never to have attempted to succeed".
Never expect Things to happen. Struggle and make them happen. never expect yourself to be given a good value create a value of your own.
What is Most Valuable is not what you have you in my life but who you have in your life..
Never Try to Loose Dear One Who Really Cares You Because You May Never Get Back Mirror Once It Is Dropped......